aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Dua Dabaivi

1901 - 1982 | Karachi, Pakistan

Dua Dabaivi

Sher-o-Shayari 2

un mad-bharī āñkhoñ tārīf ho kyā zāhid

dekho to haiñ do sāġhar samjho to haiñ mai-ḳhāna

un mad-bhari aankhon ki tarif ho kya zahid

dekho to hain do saghar samjho to hain mai-KHana

  • Share this

aap ke inkār ne barpā talātum kar diyā

aa ga.ī thī kashti-e-ummīd sāhil ke qarīb

aap ke inkar ne barpa talatum kar diya

aa gai thi kashti-e-ummid sahil ke qarib

  • Share this
 

RELATED Poets

More Poets From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now