Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Erum  Zehra's Photo'

Erum Zehra

1982 | Karachi, Pakistan

Young poet and story writer from Pakistan.

Young poet and story writer from Pakistan.

Erum Zehra

Ghazal 10

Nazm 2

 

Sher-o-Shayari 19

sochā nahīñ tum ne zarā baat se pahle

kyoñ shart rakhī tum ne mulāqāt se pahle

socha hi nahin tum ne zara baat se pahle

kyon shart rakhi tum ne mulaqat se pahle

  • Share this

'iram' ne us ko DhūñDā hai nashīlī sard rātoñ meñ

vo āñkhoñ se rahā ojhal december ke mahīne meñ

'iram' ne us ko DhunDa hai nashili sard raaton mein

wo aankhon se raha ojhal december ke mahine mein

  • Share this

haañ bichhaḌne irāda karnā thā so kar liyā

apne dil bojh aadhā karnā thā so kar liyā

han bichhaDne ka irada karna tha so kar liya

apne dil ka bojh aadha karna tha so kar liya

  • Share this

muntazir maiñ chāñd aur chāñd merā muntazir

ho nahīñ saktā akele meñ guzārā chāñd

muntazir main chand ki aur chand mera muntazir

ho nahin sakta akele mein guzara chand ka

  • Share this

hamāre zarf logoñ ne imtihān liyā

zarā baat dil meñ malāl kyā rakhte

hamare zarf ka logon ne imtihan liya

zara si baat ka dil mein malal kya rakhte

Short story 2

 

Videos 7

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Erum Zehra

Erum Zehra

Erum Zehra

Erum Zehra

Erum Zehra

Erum Zehra

RELATED Poets

More Poets From "Karachi"

Recitation

Speak Now