aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
England
harf pyaar ke saare aa ga.e the āñkhoñ meñ
jab liyā thā hāthoñ meñ chehra vo kitābī sā
harf pyar ke sare aa gae the aankhon mein
jab liya tha hathon mein chehra wo kitabi sa
kaun kah gayā hai maut TūTne se aatī hai
gul ne to bikhar ke baaġh kar diyā gulābī sā
kaun kah gaya hai maut TuTne se aati hai
gul ne to bikhar ke bagh kar diya gulabi sa
chal diyā saath hī mere tirī yādoñ kā hujūm
raah se ziist kī tanhā jo guzarnā chāhā
chal diya sath hi mere teri yaadon ka hujum
rah se zist ki tanha jo guzarna chaha
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books