Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Fatima Hasan's Photo'

Fatima Hasan

1953 | Karachi, Pakistan

Noted female poet from Pakistan who portraits the women-centric issues

Noted female poet from Pakistan who portraits the women-centric issues

Fatima Hasan

Ghazal 22

Nazm 9

Sher-o-Shayari 26

kyā kahūñ us se ki jo baat samajhtā nahīñ

vo to milne ko mulāqāt samajhtā nahīñ

kya kahun us se ki jo baat samajhta hi nahin

wo to milne ko mulaqat samajhta hi nahin

sukūn-e-dil ke liye ishq to bahāna thā

vagarna thak ke kahīñ to Thahar jaanā thā

sukun-e-dil ke liye ishq to bahana tha

wagarna thak ke kahin to Thahar hi jaana tha

ḳhvāboñ par iḳhtiyār na yādoñ pe zor hai

kab zindagī guzārī hai apne hisāb meñ

KHwabon par iKHtiyar na yaadon pe zor hai

kab zindagi guzari hai apne hisab mein

maiñ ne maañ libās jab pahnā

mujh ko titlī ne apne rañg diye

main ne man ka libas jab pahna

mujh ko titli ne apne rang diye

ulajh ke rah ga.e chehre mirī nigāhoñ meñ

kuchh itnī tezī se badle the un baat ke rañg

ulajh ke rah gae chehre meri nigahon mein

kuchh itni tezi se badle the un ki baat ke rang

Article 1

 

BOOKS 12

Videos 16

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Al-ama_Nazm

Eminent progressive writer, Poet Fatema Hassan, known for taking up sensitive issues related to feminism, reciting her poetry at Rekhta Studio. Fatima Hasan

ankahi ka dukh

Eminent progressive writer, Poet Fatema Hassan, known for taking up sensitive issues related to feminism, reciting her poetry at Rekhta Studio. Fatima Hasan

Fatema Hassan

Eminent progressive writer and Poet Fatema Hassan, known for taking up sensitive issues related to feminism is reciting her poetry at Rekhta Studio. Fatima Hasan

aankho me na zulfon me na rukhsar me dekhe

Fatima Hasan

accha lagta hai

mujhe phuulo.n kaa mausam Fatima Hasan

kaun khwahish kare ki aur jiye

Fatima Hasan

khwaab girvi rakh diyr aanko ka sauda kar diya

Fatima Hasan

kya kahu us se ki jo baat samajhta hi nahi

Fatima Hasan

manazir khoobsurat hain

manaazir KHuub-suurat hai.n Fatima Hasan

meri beti chalna seekh gai

merii beTii u.nglii chho.D ke Fatima Hasan

meri zami pe lagi aap ke nagar me lagi

Fatima Hasan

nahii.n samjhii thii jo samjhaa rahii huu.n

Fatima Hasan

nahii.n samjhii thii jo samjhaa rahii huu.n

Fatima Hasan

qurbato.n me.n faasle kuchh aur hai.n

Fatima Hasan

Audios 17

aa.nkho.n me.n na zulfo.n me.n na ruKHsaar me.n dekhe.n

jata hai jo gharon ko wo rasta badal diya

kaun KHvaahish kare ki aur jiye

Recitation

More Poets From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now