aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1948 | Hyderabad, India
is shahr-e-tamannā meñ kyā chhāñv mile mujh ko
hai dhuup ke dāman meñ taptā huā ghar merā
is shahr-e-tamanna mein kya chhanw mile mujh ko
hai dhup ke daman mein tapta hua ghar mera
maanā ki virāsat meñ milī ḳhāna-badoshī
lekin ye zamīñ chhoḌ ke ham jā nahīñ sakte
mana ki wirasat mein mili KHana-badoshi
lekin ye zamin chhoD ke hum ja nahin sakte
ahl-e-ḳhirad ko ab bhī nahīñ hai koī ḳhabar
ahl-e-junūñ bhī karte haiñ fikr-o-nazar kī baat
ahl-e-KHirad ko ab bhi nahin hai koi KHabar
ahl-e-junun bhi karte hain fikr-o-nazar ki baat
ye shahr hamārā hai sabhī log haiñ apne
ham log parā.e kabhī kahlā nahīñ sakte
ye shahr hamara hai sabhi log hain apne
hum log parae kabhi kahla nahin sakte
maanā ki āshiyānoñ kī ta.amīr ho ga.ī
apnā to āshiyāñ hameñ jaltā huā milā
mana ki aashiyanon ki tamir ho gai
apna to aashiyan hamein jalta hua mila
Aas Pas
1993
Abke Baras
1992
Amanat
Anmol Nageene
2004
Chandni Ka Aina
2010
Chhaon Ki Chadar Dhoop Ki Kaliyan
2002
Dilasa Tanz-o-Mazah
Hausla
1997
Heere Bhi Patthar Hain
2006
Ik Charagh Aur
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books