Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Gulzar Moradabadi's Photo'

Gulzar Moradabadi

1988 | Riyadh, Saudi Arabia

Gulzar Moradabadi

Ghazal 4

 

Sher-o-Shayari 3

baḌā dilchasp aur rāhat bharā thā ye safar apnā

chalo ab apnī apnī raah chalte haiñ ḳhudā-hāfiz

baDa dilchasp aur rahat bhara tha ye safar apna

chalo ab apni apni rah chalte hain KHuda-hafiz

  • Share this

ham kahāñ sañbhle bichhaḌ kar us se haañ kah sakte ho

dil lagāne sazā hai dil lagāne sazā

hum kahan sanbhle bichhaD kar us se han kah sakte ho

dil lagane ki saza hai dil lagane ki saza

  • Share this

tapish se dhuup dīvār bhī tap jā.egī 'gulzār'

to behtar hai ki DhūñDo tum kisī gulzār saayā

tapish se dhup ki diwar bhi tap jaegi 'gulzar'

to behtar hai ki DhunDo tum kisi gulzar ka saya

  • Share this
 

Recitation

Speak Now