Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Hasan Kazmi's Photo'

Hasan Kazmi

Hasan Kazmi

Sher-o-Shayari 3

do chaar din ke zulm nahīñ haiñ yazīd ke

piite haiñ log aaj bhī paanī ḳharīd ke

do chaar din ke zulm nahin hain yazid ke

pite hain log aaj bhi pani KHarid ke

  • Share this

sab mire chāhne vaale haiñ mirā koī nahīñ

maiñ bhī is mulk meñ urdu tarah rahtā huuñ

sab mere chahne wale hain mera koi nahin

main bhi is mulk mein urdu ki tarah rahta hun

  • Share this

ḳhūbsūrat haiñ āñkheñ tirī raat ko jāgnā chhoḌ de

ḳhud-ba-ḳhud niiñd aa jā.egī mujhe sochnā chhoḌ de

KHubsurat hain aankhen teri raat ko jagna chhoD de

KHud-ba-KHud nind aa jaegi tu mujhe sochna chhoD de

  • Share this
 

Recitation

Speak Now