Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Husain Majrooh's Photo'

Husain Majrooh

Husain Majrooh

Ghazal 1

 

Sher-o-Shayari 3

vo qaht-e-muḳhlisī hai ki yāroñ bazm se

ġhībat nikāl deñ to faqat ḳhāmushī bache

wo qaht-e-muKHlisi hai ki yaron ki bazm se

ghibat nikal den to faqat KHamushi bache

  • Share this

phailā huā hai vaqt dahlīz par dhuāñ

us aag jo aaj bhī raushan nahīñ huī

phaila hua hai waqt ki dahliz par dhuan

us aag ka jo aaj bhi raushan nahin hui

  • Share this

sadā-e-dard lagātā huuñ us galī meñ jahāñ

shaguft-e-gul bhī samā'at pe baar hotī hai

sada-e-dard lagata hun us gali mein jahan

shaguft-e-gul bhi sama'at pe bar hoti hai

  • Share this
 

BOOKS 1

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now