Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Iftikhar Raghib's Photo'

Iftikhar Raghib

1973 | Qatar

Iftikhar Raghib

Ghazal 36

Sher-o-Shayari 21

paḌhtā rahtā huuñ aap chehra

achchhī lagtī hai ye kitāb mujhe

paDhta rahta hun aap ka chehra

achchhi lagti hai ye kitab mujhe

inkār kar dījiye iqrār nahīñ to

uljhan meñ mar jā.egā bīmār nahīñ to

inkar hi kar dijiye iqrar nahin to

uljhan hi mein mar jaega bimar nahin to

din meñ aane lage haiñ ḳhvāb mujhe

us ne bhejā hai ik gulāb mujhe

din mein aane lage hain KHwab mujhe

us ne bheja hai ek gulab mujhe

chand yādeñ haiñ chand sapne haiñ

apne hisse meñ aur kyā hai

chand yaaden hain chand sapne hain

apne hisse mein aur kya hai ji

saḳht-jānī badaulat ab bhī ham haiñ tāza-dam

ḳhushk ho jaate haiñ varna peḌ hil jaane ke ba.ad

saKHt-jaani ki badaulat ab bhi hum hain taza-dam

KHushk ho jate hain warna peD hil jaane ke baad

Article 1

 

BOOKS 5

 

Videos 12

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
andaaz-e-sitam un kaa nihaayat hii alag hai

Iftikhar Raghib

Chaahaton ka silsila hai mustaqil

Iftikhar Raghib

chashm e tar ko zabaan kar baithe

Iftikhar Raghib

chorda na mujhe dil ne meri jaan kahin ka

Iftikhar Raghib

ho charagh e ilm raushan thik se

Iftikhar Raghib

ik badi jang  lad raha hu main

Iftikhar Raghib

inkaar hi kar dijiye iqraar nahi to

Iftikhar Raghib

ji chahta hai jeena jazbaat ke mutabiq

Iftikhar Raghib

muztarib aapke bina hai jee

Iftikhar Raghib

phit uthaya jaunga mitti me mil jaane ke baad

Iftikhar Raghib

taqdeer e wafa ka phoot jana

Iftikhar Raghib

vo kahte hai.n ki aa.nkho.n me.n mirii tasviir kis kii hai

Iftikhar Raghib

Audios 12

andaaz-e-sitam un kaa nihaayat hii alag hai

chaahato.n kaa silsila hai mustaqil

chashm-e-tar ko zabaan kar baiThe

Recitation

Recitation

Speak Now