Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Imran Rahib's Photo'

Imran Rahib

1987 | Bhakkar, Pakistan

Imran Rahib

Ghazal 16

Sher-o-Shayari 3

maiñ ne pūchhā hai ki chaa.e ke liye vaqt koī

hañs ke bolī hai ishāre se ghaḌī Thiik nahīñ

main ne puchha hai ki chae ke liye waqt koi

hans ke boli hai ishaare se ghaDi Thik nahin

us ko ḳhizāñ ke daur meñ bāġhī samajh ke chuum

jo bhī shajar pe āḳhirī pattā dikhā.ī de

us ko KHizan ke daur mein baghi samajh ke chum

jo bhi shajar pe aaKHiri patta dikhai de

saste meñ un ko bhūlnā achchhā lagā hai aaj

chaa.e ek ghūñT bhī kaafī rahā hai aaj

saste mein un ko bhulna achchha laga hai aaj

chae ka ek ghunT bhi kafi raha hai aaj

 

More Poets From "Bhakkar"

 

Recitation

Speak Now