aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
sājan to pardes meñ aayā sāvan maas
ik duuje se duur ham kaun bujhā.e pyaas
sajan to pardes mein aaya sawan mas
ek duje se dur hum kaun bujhae pyas
'kāvish' aisā kyā huā bhaḌak uThā ye aaj
sadiyoñ se is shahr kā ThanDā rahā mizāj
'kawish' aisa kya hua bhaDak uTha ye aaj
sadiyon se is shahr ka ThanDa raha mizaj
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books