Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Kishan Kumaar Waqaar

Kishan Kumaar Waqaar

Ghazal 37

Sher-o-Shayari 33

ātishīñ husn kyuuñ dikhāte ho

dil hai āshiq koh-e-tūr nahīñ

aatishin husn kyun dikhate ho

dil hai aashiq ka koh-e-tur nahin

  • Share this

haath pistāñ pe ġhair pahuñchā

aap bhī ab hue anār-farosh

hath pistan pe ghair ka pahuncha

aap bhi ab hue anar-farosh

  • Share this

husn un agar hai sañgīñ-dil

ishq apnā bhī saḳht baazū hai

husn un ka agar hai sangin-dil

ishq apna bhi saKHt bazu hai

  • Share this

jo mujh par hai vahī hai ġhair par lutf

huā hai ḳhātma is par vafā

jo mujh par hai wahi hai ghair par lutf

hua hai KHatma is par wafa ka

  • Share this

tumhāre ishq-e-abrū meñ hilāl-e-īd sūrat

hazāroñ uñgliyāñ uTThīñ jidhar se ho ke ham nikle

tumhaare ishq-e-abru mein hilal-e-id ki surat

hazaron ungliyan uTThin jidhar se ho ke hum nikle

  • Share this

BOOKS 7

 

Recitation

Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

Register for free
Speak Now