aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
- 2005 | Karachi, Pakistan
yuuñ to ashkoñ se bhī hotā hai alam kā iz.hār
haa.e vo ġham jo tabassum se ayaañ hotā hai
yun to ashkon se bhi hota hai alam ka izhaar
hae wo gham jo tabassum se ayan hota hai
patthar bhī chaTaḳhte haiñ to de jaate haiñ āvāz
dil TuuT rahe haiñ to sadā kyuuñ nahīñ dete
patthar bhi chaTaKHte hain to de jate hain aawaz
dil TuT rahe hain to sada kyun nahin dete
kyā merī tarah ḳhānamāñ-barbād ho tum bhī
kyā baat hai tum ghar kā patā kyuuñ nahīñ dete
kya meri tarah KHanaman-barbaad ho tum bhi
kya baat hai tum ghar ka pata kyun nahin dete
Chashm-e-Khayal
1994
Khushboo Ki Dhanak
1996
Nawishta
1979
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books