Mohammad Ahmad
Ghazal 27
Nazm 6
Sher-o-Shayari 3
mujh se zid hai to phir us zid ko nibhāne ke liye
maiñ jo mar jā.ūñ to phir aap bhī mar jā.iyegā
mujh se zid hai to phir us zid ko nibhane ke liye
main jo mar jaun to phir aap bhi mar jaiyega
-
Share this
- See Ghazal
gaah ho jaatā huuñ maiñ apnī anā kā qaidī
maiñ na aa.uuñ to phir aa kar mujhe chhuḌvā.egā
gah ho jata hun main apni ana ka qaidi
main na aaun to phir aa kar mujhe chhuDwaega
-
Share this
- See Ghazal
kahīñ thā maiñ mujhe honā kahīñ thā
maiñ dariyā thā magar sahrā-nashīñ thā
TRANSLATION
I was somewhere, elsewhere I was ought to be,
A dwellerof desert I remained, though I was a sea.
Sagar Akbarabadi
kahin tha main mujhe hona kahin tha
main dariya tha magar sahra-nashin tha
TRANSLATION
I was somewhere, elsewhere I was ought to be,
A dwellerof desert I remained, though I was a sea.
Sagar Akbarabadi
-
Share this
- See Ghazal
BOOKS 11
Image Shayari 1
kahii.n thaa mai.n mujhe honaa kahii.n thaa mai.n dariyaa thaa magar sahraa-nashii.n thaa shikast-o-reKHt kaisii fat.h kaisii ki jab ko.ii muqaabil hii nahii.n thaa mile the ham to mausam ha.ns diye the jahaa.n jo bhii milaa KHandaa.n-jabii.n thaa saveraa thaa shab-e-tiira ke aage jahaa.n diivaar thii rasta vahii.n thaa milii manzil kise kaar-e-vafaa me.n magar ye raasta kitnaa hasii.n thaa jilau me.n tishnagii aa.nkho.n me.n saahil kahii.n siine me.n sahraa jaa-guzii.n thaa