noImage

Mohammad Zubair Roohi Allahabadi

Sher 2

tirī yaad meñ thī vo be-ḳhudī ki na fikr-e-nāma-barī rahī

mirī vo nigārish-e-shauq bhī kahīñ taaq pe dharī rahī

teri yaad mein thi wo be-KHudi ki na fikr-e-nama-bari rahi

meri wo nigarish-e-shauq bhi kahin taq hi pe dhari rahi

  • Share this

ga.ī fasl-e-gul to na gul rahe na guloñ jāma-darī rahī

na vo rañg-o-bū fazā rahī na chaman jalvagarī rahī

gai fasl-e-gul to na gul rahe na gulon ki jama-dari rahi

na wo rang-o-bu ki faza rahi na chaman ki jalwagari rahi

  • Share this