aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1825 - 1905
dāman se vo poñchhtā hai aañsū
rone kā kuchh aaj hī mazā hai
daman se wo ponchhta hai aansu
rone ka kuchh aaj hi maza hai
dekhiye hogā shrī-krishn kā darshan kyūñ-kar
sīna-e-tañg meñ dil gopiyoñ kā hai bekal
dekhiye hoga shri-krishn ka darshan kyun-kar
sina-e-tang mein dil gopiyon ka hai bekal
sunā hai mohtasib bhī taak meñ hai duḳhtar-e-raz kī
ilāhī rakh le tū hurmat sharāb-e-arġhavānī kī
suna hai mohtasib bhi tak mein hai duKHtar-e-raz ki
ilahi rakh le tu hurmat sharab-e-arghawani ki
rākhiyāñ le ke silonoñ kī barahman nikleñ
taar bārish kā to TuuTe koī saa.at koī pal
rakhiyan le ke silonon ki barahman niklen
tar barish ka to TuTe koi saat koi pal
Avadh Mein Urdu Adab Ka Tahzeebi Aur Fikri Pas-e-Manzar
1996
Char Chand
1901
Charagh-e-Kaba
1884
Fughan-e-Mohsin
1872
Guldasta-e-Mohsin
1931
1885
Hadeeqa-e-Khatimun Nabieen
1904
Intikhab-e-Qasaid
1975
Kulliyat-e-Molvi Mohammad Hasan
1908
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books