Mohsin Khan Mohsin
Ghazal 12
Sher-o-Shayari 1
ai sanam tū vo kanhayyā hai balā.eñ luuñ agar
bāñsulī kī tarah nālāñ hoñ sarāpā uñgliyāñ
ai sanam tu wo kanhayya hai balaen lun agar
bansuli ki tarah nalan hon sarapa ungliyan
- Add to favorites
-
Share this