aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1860 | Kolkata, India
dil bahut bechain be-ārām hai
kyā mohabbat kā yahī anjām hai
dil bahut bechain be-aram hai
kya mohabbat ka yahi anjam hai
ham aur biich meñ aate haiñ un kī bātoñ ke
unhoñ ne va.ada kiyā ham ne e'tibār kiyā
hum aur bich mein aate hain un ki baaton ke
unhon ne wada kiya hum ne e'tibar kiya
kahūñgā dāvar-e-mahshar kar diyā jaa.e
ki umr bhar usī kāfir ko maiñ ne pyaar kiyā
kahunga dawar-e-mahshar kar diya jae
ki umr bhar usi kafir ko main ne pyar kiya
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books