Sher of Najma Tasadduq
kabhī duniyā ke andar kuchh nazar aatā nahīñ mujh ko
kabhī apne hī andar ek duniyā dekh letī huuñ
kabhi duniya ke andar kuchh nazar aata nahin mujh ko
kabhi apne hi andar ek duniya dekh leti hun
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere