aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
- 1951
itnā to mujhe yaad hai kuchh us ne kahā thā
kyā us ne kahā thā ye mujhe yaad nahīñ hai
itna to mujhe yaad hai kuchh us ne kaha tha
kya us ne kaha tha ye mujhe yaad nahin hai
lazzat-e-dard-e-mohabbat jo numāyāñ ho jaa.e
har farishte ko ye hasrat ho ki insāñ ho jaa.e
lazzat-e-dard-e-mohabbat jo numayan ho jae
har farishte ko ye hasrat ho ki insan ho jae
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books