Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Noon Meem Danish's Photo'

Noon Meem Danish

1958 | New York, USA

Noon Meem Danish

Ghazal 17

Nazm 11

Sher-o-Shayari 3

gardish-e-māh-o-sāl se aage nikal gayā huuñ maiñ

jaise badal ga.e ho tum jaise badal gayā huuñ maiñ

gardish-e-mah-o-sal se aage nikal gaya hun main

jaise badal gae ho tum jaise badal gaya hun main

  • Share this

din to ḳhair guzar jaatā hai

rāteñ pāgal kar detī haiñ

din to KHair guzar jata hai

raaten pagal kar deti hain

ye bhī to jabr-e-vaqt hai mujhe yaad bhī nahīñ

jaise sambhal ga.e ho tum vaise sambhal gayā huuñ maiñ

ye bhi to jabr-e-waqt hai tu mujhe yaad bhi nahin

jaise sambhal gae ho tum waise sambhal gaya hun main

  • Share this
 

BOOKS 1

 

Videos 8

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Humorous
andhaa kabaa.Dii

shahr ke gosho.n me.n hai.n bikhre hu.e Noon Meem Danish

ittifaaqaat

aaj, is saa.at-e-duzdiida-o-naayaab me.n bhii, Noon Meem Danish

dil mire sahraa-navard-e-piir dil

naGma-dar-jaa.n raqs barpaa KHanda-bar-lab Noon Meem Danish

hasan kuuzaa-gar(3)

jahaa.n-zaad Noon Meem Danish

hasan kuuza-gar (1)

jahaan-zaad niiche galii me.n tire dar ke aage Noon Meem Danish

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now