aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1910 - 1975 | United Kingdom
One of the founding-fathers of modern Urdu poetry.
pilā sāqiyā mai-e-jāñ pilā ki maiñ lā.ūñ phir ḳhabar-e-junūñ
ye ḳhirad kī raat chhaTe kahīñ nazar aa.e phir sahar-e-junūñ
pila saqiya mai-e-jaan pila ki main laun phir KHabar-e-junun
ye KHirad ki raat chhaTe kahin nazar aae phir sahar-e-junun
vahī manzileñ vahī dasht o dar tire dil-zadoñ ke haiñ rāhbar
vahī aarzū vahī justujū vahī rāh-e-pur-ḳhatar-e-junūñ
wahi manzilen wahi dasht o dar tere dil-zadon ke hain rahbar
wahi aarzu wahi justuju wahi rah-e-pur-KHatar-e-junun
ġham-e-āshiqī meñ girah-kushā na ḳhirad huī na junūñ huā
vo sitam sahe ki hameñ rahā na pa.e-ḳhirad na sar-e-junūñ
gham-e-ashiqi mein girah-kusha na KHirad hui na junun hua
wo sitam sahe ki hamein raha na pae-KHirad na sar-e-junun
Ammi Mein Tumhari Hun
1962
Hindustan Main Juda Gana Intikhabat
Intikhab-e-Nazm-e-Rashid
2010
Iran Mein Ajnabi Aur Dusri Nazme.n
1957
Jadeed Farsi Shairi
1987
Kulliat-e-Rashid
2004
Kulliyat-e-Rashid
2011
La Insan
1981
La=Insan
1969
Maqalaat-e-Noon Meem Rashid
2002
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books