Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Popular Meeruthi's Photo'

Popular Meeruthi

1953 | Meerut, India

Popular Meeruthi

Sher-o-Shayari 27

ḳhud tiis hai aur dulhan saaTh baras

girtī huī dīvār ke saa.e meñ khaḌā hai

KHud tis ka hai aur dulhan saTh baras ki

girti hui diwar ke sae mein khaDa hai

  • Share this

be-vaqūfī ke anokhe kārnāme dekh kar

achchhe-ḳhāse leaderoñ ko bhī gadhā kahnā paḌā

be-waqufi ke anokhe karname dekh kar

achchhe-KHase leaderon ko bhi gadha kahna paDa

  • Share this

apnī shohrat alag raah nikālī ham ne

kisī dīvāñ se ġhazal koī churā ham ne

apni shohrat ki alag rah nikali hum ne

kisi diwan se ghazal koi chura li hum ne

  • Share this

kulliyāt-e-'mīr'-o-'ġhālib' se ġhazal laayā thā maiñ

aaj vo bhī chhap na paa.ī aap ke aḳhbār meñ!

kulliyat-e-'mir'-o-'ghaalib' se ghazal laya tha main

aaj wo bhi chhap na pai aap ke aKHbar mein!

  • Share this

tumhīñ batāo gale-bāz shā.eroñ ke baġhair

agar huā bhī to kaisā mushā.era hogā

tumhin batao gale-baz shaeron ke baghair

agar hua bhi to kaisa mushaera hoga

  • Share this

Mazahiya 28

BOOKS 3

 

More Poets From "Meerut"

Recitation

Speak Now