aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
TuuT ga.e sapne sabhī ḳhaak hue armān
ujaḌ gayā dil kā nagar bichhaḌ ga.e mehmān
TuT gae sapne sabhi KHak hue arman
ujaD gaya dil ka nagar bichhaD gae mehman
likhne vaale ne likkhī ye kaisī taqdīr
suunā hai kamra mirā aur us kī tasvīr
likhne wale ne likkhi ye kaisi taqdir
suna hai kamra mera aur us ki taswir
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books