Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Sahar Alig

1998 | Aligarh, India

One of the emerging poetic voices of the new generation

One of the emerging poetic voices of the new generation

Sahar Alig

Ghazal 9

Nazm 3

 

Sher-o-Shayari 8

shāhzāde hoñ valī hoñ ki suḳhan-dān-e-shahr

jab vo dikhtā hai koī aur kahāñ dikhtā hai

shahzade hon wali hon ki suKHan-dan-e-shahr

jab wo dikhta hai koi aur kahan dikhta hai

  • Share this

ye jabr hai 'izzat hai mohabbat hai ki kyā hai

bantī nahīñ aap se inkār sūrat

ye jabr hai 'izzat hai mohabbat hai ki kya hai

banti hi nahin aap se inkar ki surat

  • Share this

apne ajdād dastār ko dekhā aur phir

kar liyā dil tamanna se kināra maiñ ne

apne ajdad ki dastar ko dekha aur phir

kar liya dil ki tamanna se kinara main ne

  • Share this

DhūñDā kiye ḳhudā ko magar mil nahīñ sakā

masjid meñ but-kade meñ kalīsā meñ dair meñ

DhunDa kiye KHuda ko magar mil nahin saka

masjid mein but-kade mein kalisa mein dair mein

  • Share this

ek motī huuñ maiñ motī bhī baḌā qīmtī huuñ

par vo motī jo abhī gum hai samundar meñ kahīñ

ek moti hun main moti bhi baDa qimti hun

par wo moti jo abhi gum hai samundar mein kahin

  • Share this

More Poets From "Aligarh"

Recitation

Speak Now