aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1919 - 2000 | Gorakhpur, India
ḳhushī ke phuul khile the tumhāre saath kabhī
phir is ke ba.ad na aayā bahār kā mausam
KHushi ke phul khile the tumhaare sath kabhi
phir is ke baad na aaya bahaar ka mausam
shabnam ne ro ke jī zarā halkā to kar liyā
ġham us kā pūchhiye jo na aañsū bahā sake
shabnam ne ro ke ji zara halka to kar liya
gham us ka puchhiye jo na aansu baha sake
sau baar aa.ī hoñToñ pe jhūTī hañsī magar
ik baar bhī na dil se kabhī muskurā sake
sau bar aai honTon pe jhuTi hansi magar
ek bar bhi na dil se kabhi muskura sake
kaTegī kaise gul-e-nau kī zindagī yā-rab
ki is ġharīb kā ḳhānoñ meñ ghar abhī se hai
kaTegi kaise gul-e-nau ki zindagi ya-rab
ki is gharib ka KHanon mein ghar abhi se hai
bahut ummīd thī manzil pe jā kar chain pā.eñge
magar manzil pe jab pahuñche to nazm-e-kārvāñ badlā
bahut ummid thi manzil pe ja kar chain paenge
magar manzil pe jab pahunche to nazm-e-karwan badla
Adab Ka Tanqeedi Mutala
1959
1972
Adab ka Tanqeedi Mutala
Adab Ka Tanqidi Mutala
Adabi Ishare
1969
1961
Barg-o-Bar
1976
Ghalib Ki Shairi Ka Nafsiyati Mutala
Ghalib Ki Shayari Ka Nafsiyati Mutala
1968
Kaba Mein Sanam Khana
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books