Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Saleem Amrohvi's Photo'

Saleem Amrohvi

1973 | Delhi, India

Saleem Amrohvi

Sher-o-Shayari 7

tumhārā zikr jab se aa gayā hai

maza aane lagā hai guftugū meñ

tumhaara zikr jab se aa gaya hai

maza aane laga hai guftugu mein

  • Share this

maiñ jitnā sabr kartā rahā huuñ

vo utnā āzmātā rahā hai

main jitna sabr karta ja raha hun

wo utna aazmata ja raha hai

  • Share this

sabhī se jab mohabbat chāhte ho

mohabbat kyoñ nahīñ karte sabhī se

sabhi se jab mohabbat chahte ho

mohabbat kyon nahin karte sabhi se

  • Share this

log bīmār haiñ hasad ke sabab

aur hasad davā nahīñ hotī

log bimar hain hasad ke sabab

aur hasad ki dawa nahin hoti

  • Share this

adab meñ bhī luTere aa ga.e haiñ

kahāñ rakkhūñ ḳhayāl apnā bachā kar

adab mein bhi luTere aa gae hain

kahan rakkhun KHayal apna bacha kar

  • Share this

Ghazal 9

BOOKS 4

 

More Poets From "Delhi"

Recitation

Speak Now