Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Saleem Fauz's Photo'

Saleem Fauz

1965 | Khanewal, Pakistan

Saleem Fauz

Ghazal 11

Sher-o-Shayari 3

bahut qarīb se kuchh bhī na dekh pāoge

ki dekhne ke liye fāsla zarūrī hai

bahut qarib se kuchh bhi na dekh paoge

ki dekhne ke liye fasla zaruri hai

sukūt baḌhne lagā hai sadā zarūrī hai

ki jaise habs meñ taaza havā zarūrī hai

sukut baDhne laga hai sada zaruri hai

ki jaise habs mein taza hawa zaruri hai

tumhārī sālgirah par yahī du'ā hai tumheñ

falak pe jitne sitāre hoñ utnī ḳhushiyāñ mileñ

tumhaari salgirah par yahi du'a hai tumhein

falak pe jitne sitare hon utni KHushiyan milen

  • Share this
 

More Poets From "Khanewal"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now