aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1753/54 - 1826/31 | Delhi, India
uñgliyāñ ghis ga.iiñ yaañ hāthoñ ko malte malte
lekin afsos navishta na miTā qismat kā
ungliyan ghis gain yan hathon ko malte malte
lekin afsos nawishta na miTa qismat ka
dil thāmtā ki chashm pe kartā tirī nigāh
sāġhar ko dekhtā ki maiñ shīsha sambhāltā
dil thamta ki chashm pe karta teri nigah
saghar ko dekhta ki main shisha sambhaalta
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books