1713 - 1790/91 | Delhi, India
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
rakh na aañsū se vasl kī ummīd
khāre paanī se daal galtī nahīñ
rakh na aansu se wasl ki ummid
khaare pani se dal galti nahin
chhalakne lage ashk-e-gulgūñ mizha se
phir aa.ī hai fasl-e-bahār garebāñ
chhalakne lage ashk-e-gulgun mizha se
phir aai hai fasl-e-bahaar gareban
ga.e vo din ki bahte the paḌe naale in āñkhoñ se
sar-e-mizhgāñ talak ik ashk ab aatā hai mushkil se
gae wo din ki bahte the paDe nale in aankhon se
sar-e-mizhgan talak ek ashk ab aata hai mushkil se
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
The best way to learn Urdu online
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
A three-day celebration of Urdu