Shamim Qasmi
Ghazal 12
Nazm 9
Sher-o-Shayari 3
shahr meñ amn-o-amāñ ho ye zarūrī hai magar
hākim-e-vaqt ke māthe pe likhā hī kuchh hai
shahr mein amn-o-aman ho ye zaruri hai magar
hakim-e-waqt ke mathe pe likha hi kuchh hai
- Add to favorites
-
Share this
muue ne muñh kī khaa.ī phir bhī ye zor zorī
ye reḳhtī hai bhaa.ī tum reḳhta to jaano
mue ne munh ki khai phir bhi ye zor zori
ye reKHti hai bhai tum reKHta to jaano
- Add to favorites
-
Share this
- See Ghazal
ghar meñ aaseb zalzale kā hai
is liye ḳhud meñ hī simaT ke haiñ
ghar mein aaseb zalzale ka hai
is liye KHud mein hi simaT ke hain
- Add to favorites
-
Share this
BOOKS 8
Videos 7
This video is playing from YouTube
