Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shaukat Fahmi's Photo'

Shaukat Fahmi

1965 | Pakistan

One of the famous Pakistani poets, also popular in mushairas

One of the famous Pakistani poets, also popular in mushairas

Shaukat Fahmi

Ghazal 11

Sher-o-Shayari 13

ik umr tak maiñ us zarūrat banā rahā

phir yuuñ huā ki us zarūrat badal ga.ī

ek umr tak main us ki zarurat bana raha

phir yun hua ki us ki zarurat badal gai

  • Share this

badlā jo vaqt gahrī rifāqat badal ga.ī

sūraj Dhalā to saa.e sūrat badal ga.ī

badla jo waqt gahri rifaqat badal gai

suraj Dhala to sae ki surat badal gai

  • Share this

hamāre paas sunāne ko kuchh nahīñ 'fahmī'

hameñ to ḳhvāb bhī dekhe hue zamāna huā

hamare pas sunane ko kuchh nahin 'fahmi'

hamein to KHwab bhi dekhe hue zamana hua

  • Share this

āḳhrī bas hai aur nikalne vaalī hai

aa jaao ik seat barābar ḳhālī hai

aaKHri bas hai aur nikalne wali hai

aa jao ek seat barabar KHali hai

  • Share this

shahr hālat itnī bhī maḳhdūsh nahīñ

dekho maiñ ne aaj bhī jaan bachā hai

shahr ki haalat itni bhi maKHdush nahin

dekho main ne aaj bhi jaan bacha li hai

  • Share this

Recitation

Speak Now