ALL
Profile
E-book158
Article1
Tanz-o-Mazah17
Khaka1
Sher3
Ghazal14
Nazm2
Qisse7
Video3
Gallery 1
Mazahiya Shayari1
Naat1
Sher of Shaukat Thanvi
dhokā thā nigāhoñ kā magar ḳhuub thā dhokā
mujh ko tirī nazroñ meñ mohabbat nazar aa.ī
dhoka tha nigahon ka magar KHub tha dhoka
mujh ko teri nazron mein mohabbat nazar aai
hamesha ġhair kī izzat tirī mahfil meñ hotī hai
tire kūche meñ jā kar ham zalīl-o-ḳhvār hote haiñ
hamesha ghair ki izzat teri mahfil mein hoti hai
tere kuche mein ja kar hum zalil-o-KHwar hote hain
in hī kā naam mohabbat in hī kā naam junūñ
mirī nigāh ke dhoke tirī nazar ke fareb
in hi ka nam mohabbat in hi ka nam junun
meri nigah ke dhoke teri nazar ke fareb