Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shifa Kajgavnwi's Photo'

Shifa Kajgavnwi

1962 | Jaunpur, India

Shifa Kajgavnwi

Ghazal 10

Nazm 7

Sher-o-Shayari 3

dekho na zaat paat na nām-o-nasab 'shifā'

par dost jab banāo to kirdār dekh kar

dekho na zat pat na nam-o-nasab 'shifa'

par dost jab banao to kirdar dekh kar

  • Share this

ġhair se kiyā gila kare koī

jab ki apne bevafā ho jaa.eñ

ghair se kiya gila kare koi

jab ki apne hi bewafa ho jaen

  • Share this

bachpan meñ shauq se jo gharauñde banā.e the

ik huuk uThī unheñ mismār dekh kar

bachpan mein shauq se jo gharaunde banae the

ek huk si uThi unhen mismar dekh kar

  • Share this
 

BOOKS 1

 

More Poets From "Jaunpur"

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now