Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Siddiq ahmad Benazeer

Siddiq ahmad Benazeer

Sher-o-Shayari 3

vahī ab jaan ke dushman bane haiñ

bigāḌī sab se jin dostī meñ

wahi ab jaan ke dushman bane hain

bigaDi sab se jin ki dosti mein

  • Share this

kahe koī kis se satānā tumhārā

ḳhudā.ī tumhārī zamāna tumhārā

kahe koi kis se satana tumhaara

KHudai tumhaari zamana tumhaara

  • Share this

jis ne ik baar bhī sūrat na tumhārī dekhī

koī is aañkh hotā hai shumār āñkhoñ meñ

jis ne ek bar bhi surat na tumhaari dekhi

koi is aankh ka hota hai shumar aankhon mein

  • Share this
 

Image Shayari 1

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now