Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Suroor Jahanabadi's Photo'

Suroor Jahanabadi

1873 - 1910

Prominent poet making contribution to the development of New Nazm in Urdu. Died of heavy drinking due to depression at the death of wife & son

Prominent poet making contribution to the development of New Nazm in Urdu. Died of heavy drinking due to depression at the death of wife & son

Sher of Suroor Jahanabadi

bajā.e mai diyā paanī ik gilās mujhe

samajh liyā mire saaqī ne bad-havās mujhe

bajae mai diya pani ka ek gilas mujhe

samajh liya mere saqi ne bad-hawas mujhe

apnī miTTī hai kahāñ kyā ḳhabar bād-e-sabā

ho pareshāñ dekhiye kis kis jagah musht-e-ġhubār

apni miTTi hai kahan ki kya KHabar baad-e-saba

ho pareshan dekhiye kis kis jagah musht-e-ghubar

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now