Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Taleef Haidar's Photo'

Taleef Haidar

1987 | Delhi, India

Taleef Haidar

Ghazal 14

Sher-o-Shayari 13

safar bas kār-e-zindagī hai

azaab kyā hai savāb kyā hai

safar hi bas kar-e-zindagi hai

azab kya hai sawab kya hai

vo ek lamha jise tum ne muḳhtasar jaanā

ham aaise lamhe meñ ik dāstāñ banāte haiñ

wo ek lamha jise tum ne muKHtasar jaana

hum aaise lamhe mein ek dastan banate hain

ye shahr apnī isī hāv-hū se zinda hai

tumhārī aur mirī guftugū se zinda hai

ye shahr apni isi haw-hu se zinda hai

tumhaari aur meri guftugu se zinda hai

inkār bhī karne bahāna nahīñ miltā

iqrār bhī karne mazā dekh rahe haiñ

inkar bhi karne ka bahana nahin milta

iqrar bhi karne ka maza dekh rahe hain

ḳhudā vajūd meñ hai aadmī ke hone se

aur aadmī tasalsul ḳhudā se qaa.em hai

KHuda wajud mein hai aadmi ke hone se

aur aadmi ka tasalsul KHuda se qaem hai

BOOKS 10

 

Videos 9

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Taleef Haider

Taleef Haidar is a young poet from Delhi. He is reading his ghazals at Rekhta Studio. Taleef Haidar

Thahra nahin hunar mera ek manzil e kamaal par

Taleef Haider: Young Taleef who is the son of noted poet Fasih Akmal, was born on 1st Sep 1987 at Vasai, Maharashtra. He is currently associated with Delhi Doordarshan. Taleef Haider reciting his ghazal at Rekhta Studio. Taleef Haidar

ahista ravi shahr ko kaahil na bana de

Taleef Haidar

bas ek shai mere andar tamaam hoti hui

Taleef Haidar

dard aamez hai kuch tun meri khamoshi bhi

Taleef Haidar

nai zmeeno ko arz e guma banate hain

Taleef Haidar

sawaal  kya hai jawab kya hai

Taleef Haidar

tamaam shahr hi tei ada se qaayam hai

Taleef Haidar

tun bhi to teri raah ki deewar nahi hai

Taleef Haidar

Audios 12

aahista-ravii shahr ko kaahil na banaa de

bahut mushkil thaa mujh ko raah kaa hamvaar kar denaa

bas ek shai mire andar tamaam hotii hu.ii

Recitation

RELATED Poets

More Poets From "Delhi"

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now