aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
vo ta.alluq bhī thā kitnā ma.asūm
ham ne paidā jo ḳhatāoñ se kiyā
wo talluq bhi tha kitna masum
hum ne paida jo KHataon se kiya
ek jumbish sī sitāroñ meñ huī
jab tirā zikr fazāoñ se kiyā
ek jumbish si sitaron mein hui
jab tera zikr fazaon se kiya
gul kiyā jis ne vo thā aur magar
sham.a ne shikva havāoñ se kiyā
gul kiya jis ne wo tha aur magar
shama ne shikwa hawaon se kiya
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books