Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Vijendra Singh Parwaz's Photo'

Vijendra Singh Parwaz

1943 | Ghaziabad, India

Expressive modern-era poet

Expressive modern-era poet

Vijendra Singh Parwaz

Ghazal 8

Sher-o-Shayari 3

mujhe sharāb pilā.ī ga.ī hai āñkhoñ se

mirā nasha to hazāroñ baras meñ utregā

mujhe sharab pilai gai hai aankhon se

mera nasha to hazaron baras mein utrega

  • Share this

pahle Daalī tire chehre pe bahut der nazar

'iid chāñd to phir baa'd meñ dekhā maiñ ne

pahle Dali tere chehre pe bahut der nazar

'id ka chand to phir ba'd mein dekha main ne

  • Share this

maiñ ḳhvāb meñ bhī use khul ke pyaar kar na sakā

ki shañkh bajne lagā aur azaan hone lagī

main KHwab mein bhi use khul ke pyar kar na saka

ki shankh bajne laga aur azan hone lagi

  • Share this
 

BOOKS 2

 

More Poets From "Ghaziabad"

Recitation

Speak Now