aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1917
bulā rahe ho hameñ bhī magar ḳhayāl rahe
hamāre saath hamārī rivāyateñ hoñgī
bula rahe ho hamein bhi magar KHayal rahe
hamare sath hamari riwayaten hongi
bhābī kal phir ā.ūñgī ab to jī ghabrā.e
un kī aadat hai ajab tanhā niiñd na aa.e
bhabi kal phir aaungi ab to ji ghabrae
un ki aadat hai ajab tanha nind na aae
dafn karegā tū kahāñ jalnā bhī ma.alūm
mānautā kī laash hai sar par le kar ghuum
dafn karega tu kahan jalna bhi malum
manauta ki lash hai sar par le kar ghum
kal tak merī chaal meñ paḌ na sakā thā jhol
manDve-tale meñ baiTh kar aaj bikī be-mol
kal tak meri chaal mein paD na saka tha jhol
manDwe-tale mein baiTh kar aaj biki be-mol
Afshan
1950
Chand Ka Dagh
1983
Dhoop Saya Aur Main
1985
Kaf-e-Sailab
1972
Masnavi Ayesha Siddiqa
1942
Parchhaiyan
1990
Saut-o-Sada
1981
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books