Wasif Ali Wasif
Ghazal 39
Sher-o-Shayari 29
mahshar se kam nahīñ hai ye hangām-e-zindagī
phirte haiñ lākhoñ aadmī tanhā nagar meñ gum
mahshar se kam nahin hai ye hangam-e-zindagi
phirte hain lakhon aadmi tanha nagar mein gum
-
Share this
- See Ghazal
yaar kī yaad ban ke rahtā hai
zaḳhm kā indimāl kyā hogā
yar ki yaad ban ke rahta hai
zaKHm ka indimal kya hoga
-
Share this
- See Ghazal
ye hai mai-ḳhāna-o-sanam-ḳhāna
raah ke intiḳhāb ke din haiñ
ye hai mai-KHana-o-sanam-KHana
rah ke intiKHab ke din hain
-
Share this
- See Ghazal
mil chuke ḳhaak meñ magar terā
dil abhī intizār kartā hai
mil chuke KHak mein magar tera
dil abhi intizar karta hai
-
Share this
- See Ghazal
tumhārī be-ruḳhī ko ḳhaak parvā
tirī mahfil meñ koī ḳhaak aa.e
tumhaari be-ruKHi ko KHak parwa
teri mahfil mein koi KHak aae
-
Share this
- See Ghazal