Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Zia Faooqui's Photo'

Zia Faooqui

1947 - 2024 | Bhopal, India

Renowned Urdu poet and critic, known for his impactful ghazals and contributions to Urdu literature

Renowned Urdu poet and critic, known for his impactful ghazals and contributions to Urdu literature

Zia Faooqui

Ghazal 36

Nazm 1

 

Sher-o-Shayari 16

badan qaid se chhūTā to log pahchāne

tamām 'umr kisī ko mirā pata na milā

badan ki qaid se chhuTa to log pahchane

tamam 'umr kisi ko mera pata na mila

  • Share this

ġham-e-hayāt ko yuuñ ḳhush-gavār kar liyā hai

ki ham ne haal ko maazī shumār kar liyā hai

gham-e-hayat ko yun KHush-gawar kar liya hai

ki hum ne haal ko mazi shumar kar liya hai

  • Share this

lahū se jin ke hai raushan ye ḳhānqāh-e-junūñ

hamāre sar pe hai saaya unhīñ buzurgoñ

lahu se jin ke hai raushan ye KHanqah-e-junun

hamare sar pe hai saya unhin buzurgon ka

  • Share this

shu’ūr-e-tishnagī ik roz meñ puḳhta nahīñ hotā

mire hoñToñ ne sadiyoñ karbalā ḳhaak chūmī hai

shu’ur-e-tishnagi ek roz mein puKHta nahin hota

mere honTon ne sadiyon karbala ki KHak chumi hai

  • Share this

ye safar ye Dūbte sūraj manzar aur maiñ

jaane kab ho pā.eñge bāham mirā ghar aur maiñ

ye safar ye Dubte suraj ka manzar aur main

jaane kab ho paenge baham mera ghar aur main

  • Share this

BOOKS 10

 

Videos 6

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Main sochta hoon ye zard mausam jo mere chehre pe jam gaya hai

Ziya Farooqi was born on 1st Aug 1947 at Sandela but spent a larger part of his life in Kanpur and Bhopal. Watch him reading some of his best Urdu poetry for Rekhta Studio. Zia Faooqui

apne hone ka har ik lamha pata deti hui

Zia Faooqui

ishq ne kar diya kya kya sukhan aara tere naam

Zia Faooqui

main jab bhi tere shehr e khush asaar se nikla

Zia Faooqui

meri aankho me jo thodi si nahi reh gai hai

Zia Faooqui

ye khwab saare

ye KHvaab saare Zia Faooqui

Audios 5

apne hone kaa har ik lamha pataa detii hu.ii

ishq ne kar diyaa kyaa kyaa suKHan-aaraa tire naam

mai.n jab bhii tire shahr-e-KHush-aasaar se niklaa

Recitation

More Poets From "Bhopal"

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now