Ziya Mazkoor
Ghazal 7
Sher-o-Shayari 2
phone to duur vahāñ ḳhat bhī nahīñ pahuñcheñge
ab ke ye log tumheñ aisī jagah bhejeñge
phone to dur wahan KHat bhi nahin pahunchenge
ab ke ye log tumhein aisi jagah bhejenge
-
Share this
- See Ghazal
Image Shayari 1
bol pa.Dte hai.n ham jo aage se pyaar ba.Dhtaa hai is ravayye se mai.n vahii huu.n yaqii.n karo meraa mai.n jo lagtaa nahii.n huu.n chehre se ham ko niiche utaar le.nge log ishq laTkaa rahegaa pa.nkhe se saaraa kuchh lag rahaa hai be-tartiib ek shai aage piichhe hone se vaise bhii kaun sii zamiine.n thii.n mai.n bahut KHush huu.n aaq-naame se ye mohabbat vo ghaaT hai jis par daaG lagte hai.n kap.De dhone se