Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Akhtar Shirani's Photo'

Akhtar Shirani

1905 - 1948 | Lahore, Pakistan

One of the most popular Urdu poets ever, known for his intense romantic poetry.

One of the most popular Urdu poets ever, known for his intense romantic poetry.

Akhtar Shirani

Ghazal 54

Nazm 34

Sher-o-Shayari 57

kāñToñ se dil lagāo jo tā-umr saath deñ

phūloñ kyā jo saañs garmī na sah sakeñ

befriend the thorns for they will be loyal until death

what of these flowers that will wilt with just a burning breath

kanTon se dil lagao jo ta-umr sath den

phulon ka kya jo sans ki garmi na sah saken

befriend the thorns for they will be loyal until death

what of these flowers that will wilt with just a burning breath

ġham-e-zamāna ne majbūr kar diyā varna

ye aarzū thī ki bas terī aarzū karte

gham-e-zamana ne majbur kar diya warna

ye aarzu thi ki bas teri aarzu karte

un ras bharī āñkhoñ meñ hayā khel rahī hai

do zahr ke pyāloñ meñ qazā khel rahī hai

un ras bhari aankhon mein haya khel rahi hai

do zahr ke pyalon mein qaza khel rahi hai

  • Share this

inhī ġham ghaTāoñ se ḳhushī chāñd niklegā

añdherī raat ke parde meñ din raushnī bhī hai

inhi gham ki ghaTaon se KHushi ka chand niklega

andheri raat ke parde mein din ki raushni bhi hai

kuchh to tanhā.ī rātoñ meñ sahārā hotā

tum na hote na sahī zikr tumhārā hotā

kuchh to tanhai ki raaton mein sahaara hota

tum na hote na sahi zikr tumhaara hota

Mazahiya Shayari 1

 

Qita 1

 

Rubai 3

 

BOOKS 89

Image Shayari 10

 

Videos 18

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other

Iqbal Bano

ai ishq hame.n barbaad na kar

ai ishq na chhe.D aa aa ke hame.n ham bhuule hu.o.n ko yaad na kar Nayyara Noor

Ai ishq hamen barbad na kar

Malika Pukhraj

Ai Ishq Humhein Barbad na Kar

Nayyara Noor

Bhulaoge bahut lekin tumhen ham yaad

Munni Begum

kyaa kah ga.ii kisii kii nazar kuchh na puuchhiye

Habib Wali Mohammad

yaaro kuu-e-yaar kii baate.n kare.n

Khursheed Begam

ai ishq hame.n barbaad na kar

ai ishq na chhe.D aa aa ke hame.n ham bhuule hu.o.n ko yaad na kar Nayyara Noor

kuch to tanhai ki raato me sahara hota

Iqbal Bano

kyaa kah ga.ii kisii kii nazar kuchh na puuchhiye

Habib Wali Mohammad

mirii shaam-e-Gam ko vo bahlaa rahe hai.n

Malika Pukhraj

nik.hat-e-zulf se nii.ndo.n ko basaa de aa kar

Malika Pukhraj

o des se aane vaale bataa

o des se aane vaalaa hai bataa Syed Nasir Jahan

o des se aane vaale bataa

o des se aane vaalaa hai bataa Abida Parveen

vo kahte hai.n ranjish kii baate.n bhulaa de.n

Malika Pukhraj

wo kabhi mil jaye to kya kijiye

Akhtar Shirani

wo kabhi mil jaye to kya kijiye

Farida Khanum

wo kabhi mil jaye to kya kijiye

Akhtar Shirani

wo kabhi mil jaye to kya kijiye

Ghulam Ali

wo kehte hain ranjish ki baate bhula de

Akhtar Shirani

wo kehte hain ranjish ki baate bhula de

Tahira Syed

Audios 10

aarzuu vasl kii rakhtii hai pareshaa.n kyaa kyaa

kis kii aa.nkho.n kaa liye dil pe asar jaate hai.n

mai.n aarzuu-e-jaa.n likhuu.n yaa jaan-e-aarzuu!

Recitation

RELATED Blog

 

RELATED publishers

More publishers From "Lahore"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now