aaj muddat ke baad honTon par
aaj muddat ke ba.ad hoñToñ par
ek mub.ham sā giit aayā hai
is ko naġhma to kah nahīñ saktā
ye to naġhme kā ek saayā hai
aaj muddat ke baad honTon par
ek mubham sa git aaya hai
is ko naghma to kah nahin sakta
ye to naghme ka ek saya hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 155)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.