Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaj tanhai kisi hamdam-e-derin ki tarah

Faiz Ahmad Faiz

aaj tanhai kisi hamdam-e-derin ki tarah

Faiz Ahmad Faiz

MORE BYFaiz Ahmad Faiz

    aaj tanhā.ī kisī hamdam-e-derīñ tarah

    karne aa.ī hai mirī sāqī-garī shaam Dhale

    muntazir baiThe haiñ ham donoñ ki mahtāb ubhre

    aur tirā 'aks jhalakne lage har saa.e tale

    aaj tanhai kisi hamdam-e-derin ki tarah

    karne aai hai meri saqi-gari sham Dhale

    muntazir baiThe hain hum donon ki mahtab ubhre

    aur tera 'aks jhalakne lage har sae tale

    Source :
    • Book : Nuskha Hai Vafaa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 326)
    • Publication : Educational Publishing House (2009)
    • Edition : 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now