aankh khul jati hai jab raat ko sote sote
aañkh khul jaatī hai jab raat ko sote sote
kitnī suunī nazar aatī hai guzargāh-e-hayāt
zehn o vijdān meñ yuuñ fāsle tan jaate haiñ
shaam kī baat bhī lagtī hai bahut duur kī baat
aankh khul jati hai jab raat ko sote sote
kitni suni nazar aati hai guzargah-e-hayat
zehn o wijdan mein yun fasle tan jate hain
sham ki baat bhi lagti hai bahut dur ki baat
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 163)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.