aarzu hai ki ab meri hasti
aarzū hai ki ab mirī hastī
bahr-e-ulfat meñ ġharq ho jaa.e
be-niyāz-e-ġham-e-jahāñ ho kar
terī rañgīniyoñ meñ kho jaa.e
aarzu hai ki ab meri hasti
bahr-e-ulfat mein gharq ho jae
be-niyaz-e-gham-e-jahan ho kar
teri ranginiyon mein kho jae
- Book : Andaaz (Pg. 58)
- Author : Mahesh Chandr Naqsh
- Publication : Sangam Kitab Ghar, Delhi (1962)
- Edition : 1962
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.