aas
jiine kī aas TuuT jaa.e zindagī hai phir aur kuchh
marne kā Dar agar na ho aadmī hai phir aur kuchh
jiite rahe tamām-'umr marnā to hai bas ek baar
rāh-e-vafā meñ kaam aa.e maut bhī hai phir aur kuchh
jine ki aas TuT jae zindagi hai phir aur kuchh
marne ka Dar agar na ho aadmi hai phir aur kuchh
jite rahe tamam-'umr marna to hai bas ek bar
rah-e-wafa mein kaam aae maut bhi hai phir aur kuchh
- Book : Tarana-e-bedari (Pg. 248)
- Author : B.S.Jain Jauhar
- Publication : Navrang Kitab Ghar 259,A, Pocket-1 Mayur Vihar Phase-1, Delhi-110091 (2005)
- Edition : 2005
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.