aashna apni haqiqat se nahin anjaan hun
āshnā apnī haqīqat se nahīñ anjān huuñ
kaun hai jo mujh se ye kah de ki maiñ nādān huuñ
ḳhud-numā.ī ḳhud-farebī ḳhud-satā.ī kā shikār
mujh ko pahchāno ki maiñ is daur kā insān huuñ
aashna apni haqiqat se nahin anjaan hun
kaun hai jo mujh se ye kah de ki main nadan hun
KHud-numai KHud-farebi KHud-satai ka shikar
mujh ko pahchano ki main is daur ka insan hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.